नील आसमान के पर जायेंगे, मेरा येशु रहता वहां (2)
(हम मिलेंगे बादलों पर) (2) देखेगा सारा जहाँ (2)
उसका कोई भी वादा, न होगा अधूरा,
हर एक वादा उसका होता है पूरा, उसका कोई भी वादा (2)
उसके आने का वादा भी होगा पूरा, देखेगा सारा जहाँ (2)
ये विश्वास है मेरा, जो होगा पूरा,
सपना ये मेरा, न रहेगा अधूरा,ये विश्वास है मेरा, (2)
उसके संग हम रहेंगे, अपने यीशु को देखेगा सारा जहां (2)
Neele āsamān ke par jāyenge,
merā yeshu rahtā wahān (2)
(ham milenge bādlon par) (2)
dekhegā sārā jahān (2)
Uskā koī bhī wādā, na hogā adhūrā,
Har ek wādā uskā hotā hai pūrā,
uskā koī bhī wādā (2)
Uske āne kā wādā bhī hogā pūrā,
dekhegā sārā jahān (2)
Ye vishwās hai merā, jo hogā pūrā,
Sapnā ye merā, na rahegā adhūrā,
ye vishwās hai merā, (2)
Uske sang ham rahenge,
apne yīshu ko dekhegā sārā jahāan (2)