आरास्ता हो, ऐ मेरी जान, कि बिछा है अब दस्तरख्यान,
जांच अपने को आरास्ता हो, खुदावन्द की जियाफत को |
खुदावन्द मैं हूँ खताकार, और हूँ हर बात में गुनहगार |
मैं बुरे पेड़ की डाली हूँ, और अछे फल से खाली हूँ |
खुदावन्द मेरे तू हबीब, मैं तेरा बन्दा हूँ गरीब;
मैं भूखा-प्यासा आता हूँ, आसूदा हुआ चाहता हूँ |
तू अपने कामिल फजल से, आरास्तर्गी को मूझे दे |
बे-रिया गम गुनाहों का, और हक ईमान दे मुंजी का |
मसीह ! निआमत तेरी हैं, उसी से दिल की सेरी है
आरास्ता हो, ऐ मेरी जान, देख बिछा है एक दस्तरख्यान |
Aarasta Ho, Aye Meri Jaan,
Ki Bicha hai aab dastarkhyan,
jaanch apne ko aarasta ho
khudawand ki ziyafat ko
khudawand mein hun khatakaar
aur hun har baat mein gunahgaar
main bure pead ki daali hun
aur acchche phal se khaali hun
Tu apne kaamil phazal se
aarastgi ko mujhe de
be-riya gam gunaho ka
aur hak imaan de munji ka
khudawand mere tu habib
mein tera banda hun gareeb
Mein bhooka-pyaasa aata hun
aasooda huya chahta hun
Masihi niyamat teri hai
ussi se dil ki seri hai
aarasta ho, aye meri jaan
dekh bicha hai ek dastarkhyan